Walcame
hello friends aap mere bloge Mein Dekhenge ke ceiling fan ki shafting kharab Kaise hoti hai neeche deye gaye photos main dekh Sako Ge aur Agar Aap Hamare YouTube Channel ka video dekhna chahte ho toh Is link per click kare
https://youtu.be/E7kbUNGq6N4
App is photo me dekh sakte ho ke ceiling fan mein Upar ke cover Mein6202 number ki bearing use Hoti he lekin Pehle purane Zamane Mein 6203 number key bearings use hoti Thi lekin abhi 6202 number key bearings used Hoti Hai Upar ke cover mein
Ye 6201 number ki bearing hai is bearing ko ceiling fan ke niche ke cover Mein use Kiya jata hai normally Sare ceiling fans mein 6201 number ki bearing use hoti hai lekin kuch ceiling fans Mein alag alag number ke bearings ho sakti hai aapko uska Dhyan Rakhna hoga or in bearings ko nikalne Ke Liye Ek polar Ka istemal Kiya jata hai jo aap niche ke photo mein dekhenge
No comments:
Post a Comment